TAMANNA LYRICS – Monali Thakur

Tamanna Lyrics: Monali Thakur’s first ever single called “Tamanna” – a beautifull song that is full life. The song is sung and composed by Monali Thakur and has music produced by Bert Elliot and lyrics written by Amitabh Bhattacharya.
Singer: Monali Thakur
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Composed by: Monali Thakur
Produced by: Bert Elliot

Tamanna Lyrics

Hoh…
Haaah…. haa haa…
Ayehehee….

Tamanna hai baadal chhu loon
Tamanna hai khul ke jee loon
Tamanna se dil ki kaisa sharamana

Tamanna hai taare gin loon
Tamanna hai saare gin loon
Tamanna hai teri bhi kya, farmaa zaraa!

Jab bhi goonje koi gaana
Sang jhoome ye saaz ke
Haddh se badhke hai deewana
Yeh rhythm ke andaaz pe

Ohoo…
Fida huaa… Fida huaa…
Fida huaa mera dil dance pe
Fida huaa… Fida huaa…
Fida mera dil dance pe
O…

Baston mein bhar ke
Dil ke shehar mein
gham ki kahaniyan hai
Kyun ghutt ke marna
Zaaya kyun karna
Mehangi jawaaniyan hain
Karke rahenge hum aaj dil mein
jitni nadaaniyan hai

Ow…
Yeh jashn ka jo mauka hai
Rab ki hi meherbaniya hai o…

Tamanna hai dil ki sun loon
Tamanna hai sapne bun loon
Tamanna hai khud ko doon main nazraana

Tamanna hai shabnam chhu ke
Tamanna hai qatre pee loon
Tamanna hai teri bhi kya, farmaa zara!

Jab bhi goonje koi gaana
Sang jhoome yeh saaz ke
Haddh se badh ke hai deewana
Yeh rhythm ke andaaz pe

Fida huaa… Fida huaa…
Fida huaa mera dil dance pe
Fida huaa… Fida huaa…
Fida mera Dil dance pe
Hahaaaa!

Hooo…
Ayeehhhhh…
Oh ho…

Haaah o…
Wo..yeahh…






Amar Mallika Bone Lyrics (Rabindra Sangeet) – SANAM, Paroma Dasgupta

Amar Mallika Bone Lyrics Sanam: The Band SANAM comes up with the rendition of Rabindra Sangeet – Amar Mallika Bone. The song features Paroma Dasgupta on female vocals, Sanam Puri on male vocals, Samar Puri on guitars, Venky S on bass and Keshav Dhanraj on Cajon.
Male Vocals: Sanam Puri
Female Vocals: Paroma Dasgupta
Guitars: Samar Puri
Bass: Venky S
Cajon: Keshav Dhanraj

Amar Mallika Bone Lyrics

Jakhon prothom dhoreche koli
Amar mallika bone
Jakhon prothom dhoreche koli
Amar mallika bone

Tomar laagia tokhoni, bandhu,
bedhechinu Anjali
Tomar laagia toakhoni, bandhu,
bedhechinu Anjali
Amar Mollika bone, Amar Mollika bone
Jakhon prothom dhoreche koli
Amar Mollika bone

Takhono kuhelijaale sakhaa,
taruni ushaaro bhaale
Sisire sisire arunomalika
uthiteche chalochali

Amar mollika bone,
Amar mollika bone
Jakhon prathom dhoreche koli
Amar mallika bone

Akhono bonero gaan, bondhu,
hoya ni to abosaan
Tabu akhoni jaabe ki choli
Akhono bonero gaan, bondhu,
hoya ni to abosaan
Tabu akhoni jaabe ki choli

O mor karonu bollika
O tor sranto mollika
Jharo jharo holo
Aei bala tor ses kothaa dis boli

Amar mollika bone, amar mollika bone
Jakhon prathom dhoreche koli
Amar mollika bone
Jakhon prathom dhoreche koli
Amar mollika bone

Amar Mallika Bone English Translations:

I Had prepared for my offering when it was building in the Mollika garden
The mist has not been completely removed, O dear,
As if stringed crimson beads on the forehead of young Usha,
Drops of dew have just begun sparkling in the nascent sunbeam.
Songs of the woods are far from over
Do you wish to move away right now?
O my twigs of disappointment,
Your blossoms of tired Mollika,
Please utter the last words before they are shed away.
– Translated by Anjan Ganguly



Agar Dil Raazi Hai | Arijit Singh | Gulzar RAAZI LYRICS

Raazi Lyrics: “Agar Dil Raazi Hai” is the title track of Meghna Gulzar’s film “Raazi” starring Alia Bhatt. The song is sung by Arijit Singh, has music composed by Shankar-Ehsaan-Loy while lyrics are written by Gulzar.
Singer: Harshdeep Kaur, Vibha Saraf & Shankar Mahadevan
Music: Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics: Gulzar
Music Label: Zee Music Company
Film Directed by – Meghna Gulzar
Movie Release Date: 11 May 2018

Agar Dil Raazi Hai Lyrics

Ooo…
Gurpech hai rahein jeene ki
Kismat ik tedhi baazi hai
Tum haath pakad lo iraade ka
Raah seedhi hai gar dil raazi hai
Agar dil raazi hai…

Lagan ki baazi hai
Chott bhi taazi hai
Lagaa de daav par dil
Agar dil razi hai (x2)

Lagaa de daav par dil
Agar dil, agar dil
Agar dil raazi hai

Agar dil raazi hai
Agar dil raazi hai
Raazi hai, raazi hai
Agar dil raazi hai

Kahaan le jaaye dil
Jo hadd hai behad hai

Lagan mein jaan jaaye
Wahin toh sarhad hai
Adhoora aage hai
Mukammal maazi hai

Laga de daav par dil
Agar dil raazi hai
Agar dil raazi hai

Lagaa de daav par dil
Agar dil, agar dil
Agar dil raazi hai

Agar dil raazi hai
Agar dil raazi hai
Raazi hai, raazi hai
Agar dil raazi hai

O…
Hawayein dekh kar chalna
Na mitti par kadam rakhna
Nishan reh jayenge niche
Khud apni aag mein jalna (x2)

Lagan ki baazi hai
Chott bhi taazi hai

Lagaa de daav par dil
Agar dil, agar dil
Agar dil raazi hai

Agar dil raazi hai
Agar dil raazi hai
Raazi hai, raazi hai
Agar dil raazi hai…

Agar dil raazi hai
Agar dil raazi hai
Agar dil, Agar dil, agar dil
Agar dil raazi hai…



DILBARO LYRICS – Raazi | Harshdeep Kaur, Vibha Saraf, Shankar Mahadevan

Dilbaro Lyrics from Raazi: The song is sung by Harshdeep Kaur, Vibha Saraf, and Shankar Mahadevan. A beautifully written song by Gulzar for his daughter Meghna Gulzar’s film Raazi starring Alia Bhatt.
Singer: Harshdeep Kaur, Vibha Saraf & Shankar Mahadevan
Music: Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics: Gulzar
Music Label: Zee Music Company
Film Directed by – Meghna Gulzar
Movie Release Date: 11 May 2018

Dilbaro Lyrics

[Kashmiri Vocals by Vibha Saraf]
Be chsey khaanmoj koor
Diy mey rukhsat myaney bhai-jaan’o
(Be chsey khaanmoj koor
Diy mey rukhsat myaney bhai-jaan’o)
Be chsey khaanmoj koor….
Meaning:
I am the darling/pampered daughter
Please bid me farewell, my darling brother

Ungli pakad ke tune
Chalna sikhaya tha na
Dehleez oonchi hai ye, paar karaa de

Baba main teri mallika
Tukda hoon tere dil ka
Ikk baar phir se dehleez paar karaa de

Mudke na dekho dilbaro
Dilbaro…
Mudke na dekho dilbaro (x2)

Fasalein jo kaati jaayein
Ugti nahi hain
Betiyan jo byahi jaaye
Mudti nahi hain… (x2)

Aisi bidaai ho toh
Lambi judaai ho toh
Dehleez dard ki bhi paar karaa de

Baba main teri mallika
Tukda hoon tere dil ka
Ikk baar phir se dehleez paar kara de

Mudke na dekho dilbaro
Dilbaro…
Mudke na dekho dilbaro (x2)

Mere dilbaro…
Barfein galengi phir se
Mere dilbaro…
Fasalein pakengi phir se
Tere paaon ke tale
Meri dua chalein
Duaa meri chalein…

Ungli pakad ke tune
Chalna sikhaya tha na
Dehleez oochi hai ye, paar kara de

Baba main teri mallika
Tukda hoon tere dil ka
Ek baar phir se dehleez paar kara de

Mudke na dekho dilbaro
Dilbaro…
Mudke na dekho dilbaro (x2)

[Kashmiri Vocals]
Be chsey khaanmoj koor
Diy mey rukhsat myaney bhai-jaan’o
Be chsey khaanmoj koor

Mudke na dekho dilbaro
Dilbaro…
Mudke na dekho dilbaro





Ae Watan Lyrics (Female Version – Sunidhi Chauhan)

Ae Watan Lyrics Raazi: This beautiful patriotic song, sung by Arijit Singh is from Meghna Gulzar’s upcoming Hindi film Raazi starring Alia Bhatt. It has music composed by Shankar Ehsaan Loy while the lyrics of “Ae Watan” are written by director’s father Gulzar.
Singer: sunidhi chouhan
Music: Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics: Gulzar
Music Label: Zee Music Company
Movie Release Date: 11 May 2018
Ae Watan Lyrics (Female Version – Sunidhi Chauhan)

Lab pe aati hai duaa bann ke tamanna meri
Zindagi shamma ki soorat ho khudaya meri
Lab pe aati hai duaa bann ke tamanna meri
[A part of by Allama Iqbal’s prayer which is popular in Pakistani schools]

Ae watan, watan mere, aabaad rahe tu
Ae watan, watan mere, aabaad rahe tu
(Ae watan, watan mere, aabaad rahe tu)

Main jahan rahun, jahaan me yaad rahe tu
(Main jahan rahun, jahaan me yaad rahe tu)

Ae watan… mere watan!
(Ae watan… mere watan!)

Tu hi meri manzil, pehchan tujhi se
(Tu hi meri manzil, pehchan tujhi se)

Pahunchu main jahaan bhi
Meri buniyad rahe tu
(Pahunchu main jahaan bhi
Meri buniyad rahe tu)

Ae watan… mere watan!
(Ae watan… mere watan!)

Tujhpe koi gham ki aanch aane nahin doon
(Tujhpe koi gham ki aanch aane nahin doon)

Kurbaan meri jaan tujhpe, shaad rahe tu
(Kurbaan meri jaan tujhpe, shaad rahe tu)

Ae watan, watan mere, aabaad rahe tu
Main jahan rahun, jahaan me yaad rahe tu

Ae watan… mere watan!
Ae watan… mere watan!

Lab pe aati hai duaa bann ke tamanna meri
Zindagi shamma ki soorat ho khudaya meri
Zindagi shamma ki soorat ho khudaya meri

Ae watan… mere watan…


AE WATAN LYRICS – Raazi Movie Song | Arijit Singh, Sunidhi Chauhan, Alia Bhatt

Ae Watan Lyrics Raazi: This beautiful patriotic song, sung by Arijit Singh is from Meghna Gulzar’s upcoming Hindi film Raazi starring Alia Bhatt. It has music composed by Shankar Ehsaan Loy while the lyrics of “Ae Watan” are written by director’s father Gulzar.
Singer: Arijit Singh
Music: Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics: Gulzar
Music Label: Zee Music Company
Movie Release Date: 11 May 2018

Ae Watan Lyrics

Ae watan…
Mere watan…

Ae watan.. aabaad rahe tu
Aabaad rahe tu… (aabaad rahe tu)

Ae watan, watan mere, aabaad rahe tu
Ae watan, watan mere, aabaad rahe tu
(Ae watan, watan mere, aabaad rahe tu)

Main jahan rahun, jahaan me yaad rahe tu
(Main jahan rahun, jahaan me yaad rahe tu)

Ae watan… mere watan!
(Ae watan… mere watan!)

Tu hi meri manzil, pehchan tujhi se
(Tu hi meri manzil, pehchan tujhi se)

Pahunchu main jahaan bhi
Meri buniyad rahe tu
(Pahunchu main jahaan bhi
Meri buniyad rahe tu)

Ae watan, watan mere, aabaad rahe tu
Main jahan rahun, jahaan me yaad rahe tu
Ae watan… mere watan!
(Ae watan… mere watan!)

Tujhpe koi gham ki aanch aane nahin doon
(Tujhpe koi gham ki aanch aane nahin doon)

Kurbaan meri jaan tujhpe, shaad rahe tu
(Kurbaan meri jaan tujhpe, shaad rahe tu)

Ae watan, watan mere, aabaad rahe tu
Main jahan rahun, jahaan me yaad rahe tu
Aye watan… (aye watan…)
Mere watan… (mere watan…)
Aabaad rahe tu…
Aabaad rahe tu…

Ae watan… mere watan
Aabaad rahe tu!

OH HUMSAFAR LYRICS – Neha Kakkar | Himansh Kohli

Oh Humsafar Lyrics Neha Kakkar: The song is sung by Neha Kakkar and her brother Tony Kakkar who is also the composer of the song. The song has lyrics written Manoj Muntashir and its music video has been directed by Charit Desai which features Neha Kakkar and Bollywood actor Himansh Kohli.
Singers: Neha Kakkar, Tony Kakkar
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Tony Kakkar
Starring: Neha Kakkar, Himansh Kohli
Music Label: T-Series

Oh Humsafar Lyrics

Mere toh saare savere
Baahon mein teri thehre
Meri toh saari shaamein
Tere saath dhal rahi hai (x2)

Thoda saa bhi shaq na karna
Tumse mera jeena-marna
Tum chal rahe ho toh saansein
Mere saath chal rahin hain

Oh humsafar… oh humnavaa…
Be-shart main tera huaa (x2)

Paas aao main tumhein
Dekh loon qareeb se
Aankhon ko yeh rahatein
Milti hain naseeb se (x2)

Baazuon mein tum mujhe
Betahasha ghere ho
Kal ki fiqr hai kisko
Tum abhi toh mere ho

Main sirf tera rahungaa
Tujhse hai waada yeh meraa
Tu maang le muskura ke
Mera pyaar, haq hai tera!

Oh humsafar… oh humnavaa…
Be-shart main tera huaa (x2)

Aaja zindagi tujhse
Aadhi aadhi baant loon
Meri subah tu jee le
Teri shab main kaat loon (x2)

Aur kuch Khuda naa de
Toh bhi usko maafi hai
Pyaar tera mill gaya
Sirf itna kaafi hai

Chaahe jahaan se chalun main
Tujhpe hi aake rukun main
Ab dil mein rakh naa sakunga
Koi doosra junoon main

Oh humsafar… oh humnava…
Be-shart main tera huaa (x2)

GHAR SE NIKALTE HI LYRICS – Armaan Malik

Ghar Se Nikalte Hi Lyrics Armaan Malik: A beautiful recreation of Udit Narayan’s “Ghar Se Nikalte Hi” by Amaal Mallik and Armaan Malik. The song has new lyrics written by Kunaal Vermaa. It has an equally beautiful music video directed by Charit Desai which features Angel in the female lead.
Singer: Armaan Malik
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Kunaal Vermaa
Video: Charit Desai
Music Label: T-Series

*Originally composed by Rajesh Roshan, Sung By Udit Narayan and Written By Javed Akhtar.

Ghar Se Nikalte Hi Lyrics

Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar

Pehli dafaa maine
Jab usko dekha to
Saansein gayi yeh thehar

Rehti hai dil mein mere
Kaise bataaun usey
Main toh nahi keh sakaa
Koi bataa de usey

Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar

Uski gali mein hai dhali
Kitni hi shaamein meri
Dekhe kabhi woh jo mujhe
Khush hoon main itne mein hi

Maine tareeke sau aazmaaye
Jaake usey na kuch bol paye
Baithe rahe hum raat bhar

Jo paas jaata hoon
Sab bhool jaata hoon
Milti hai jab yeh nazar

Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar

Kal jo miley woh raahon mein
Toh main usey rok loon
Uske dil mein kya hai chhipa
Ik baar main poochh loon

Par ab wahaan woh rehti nahi hai
Maine suna hai woh jaa chuki hai
Khaali pada hai yeh shehar…

Main phir bhi jaata hoon
Sab dohraata hoon
Shayad miley kuch khabar

Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar

KOI VI NAHI LYRICS – Shirley Setia, Gurnazar

Koi Vi Nahi Lyrics Shirley Setia: The beautiful Punjabi romantic song is sung by Shirley Setia featuring Gurnazar on the male vocals. The song has music produced by Rajat Nagpal and lyrics written by Gurnazar while the music video has been directed by Robby Singh.

Artist: Shirley Setia feat. Gurnazar
Music: Rajat Nagpal
Lyrics: Gurnazar
Video: Robby Singh
Music Label: Speed Records

Koi Vi Nahi Lyrics

Tu aivein russeya na kar meri sohniye
Aivein russeya na kar meri heeriye

Ke tere baajon koi vi nahi mera
Ke tere baajon koi vi nahi… (x2)

Ve kahnu enna tu sataune marjaneya
Jaan jaan ke rawaune marjaneya

Je mere baajon koi vi nahi tera
Je mere baajon koi vi nahi…
Ke tere baajon koyi vi nahi mera
Ke tere baajon koyi vi nahi…

Je pyaas lagegi tainu
Main ban jaawanga paani
Jo padh ke tu khush hove
Main ban ju ohi kahaani (x2)

Main kardi haan pyar sohneya
Ve tera aitbar sohneya

Ke tere baajon koyi vi nahi mera
Ke tere baajon koyi vi nahi

Ke tere bajon koi vi nahi sohniye
Ke tere bajon koi vi nahi (Koi vi nahi)
Ke tere baajon koi vi nahi sohniye
Tere baajon koi vi nahi…

Mera rab hai gawah sohneya
Mera rab hai gawah sohneya

Main ohdon tak pyar karun
Jadon tak mere saah sohneya (x2)

Main ohdon tak naal rahun
Jadon tak mere saah sohniye (x2)

SEE ALSO: 

BUZZ LYRICS – Badshah | Aastha Gill | Priyank Sharma

Buzz Lyrics: Badshah and Aastha Gill are back with the bang. The song has some killer beats produced by Badshah and has been sung by Aastha Gill. The music video features Badshah, the singer along with Priyank Sharma who has gained fame with the shows like Roadies and Splitsvilla.
Singer: Aastha Gill
Music/Lyrics: Badshah
Music Label: Sony Music India

Buzz Lyrics

Tujhse mann nahi hai bharta…

Tera buzz mujhe jeene na de, jeene na de (x4)

Tujhse mann nahi hai bharta
Ab tu hi hai karta dharta
Tujhse mann nahi hai bharta
Ab tu hi hai karta dharta
Aur tu paani tak peene na de, peene na de…

Tera buzz mujhe jeene na de, jeene na de (x4)

Tripy hain aankhein teri
Ghunghraale baal hain
Chalta jaise sab uske bapu ka maal hai
Chalta jaise sab uske bapu ka maal hai

Oye jab kamar pakad ke kheeche
Haaye daiya pairon ke neeche
Oye jab qamar pakad ke kheeche
Haaye daiya pairon ke neeche
Mere rehne tu zameene na de, meene na de

(Rehne de, rehne de)

Tera buzz mujhe jeene na de
Jeene na de x (4)

[BADSHAH RAP]
Okay, okay, okay, hai maana tu hai sick
Jahaan se hona chaahiye wahin se hai tu thick
Naa nazron mein aa naa mujhko tu dikh
Main todoonga dil tera, le kahin tu likh

Baby kisi se bhi poochh, launda too much hai
Boli mein thoda Haryanvi touch hai
Jitne bhi rumour sune tune apni saheliyon se
Mere baare mein woh saare sach hain

Baby main hoon woh jiske baare mein
Chetaawani deti hogi tujhe teri maa
BADshah naam badal diyo mera
Baby jo naa kara di teri naa

Sab mujhko dekhein maine
Dekha tujhko bas hai
Sab dhundhla dhundhla laage
Tujhpe hi focus hai
Sab dhundhla dhundhla laage
Tujhpe hai focus!

Naa dikhla tu itni tezi
Karke baatein lazy lazy
Naa dikhla tu itni tezi
Karke baatein lazy lazy
Mujhko khayal kameene naa de

Tera buzz mujhe jeene na de, jeene na de..

Aastha Gill!

It’s you boy Badshah!

Tera buzz mujhe jeene na de, jeene na de…

KANHA RE LYRICS – Neeti Mohan

Kanha Re Lyrics by Neeti Mohan is a latest devotional song sung by her and features Shakti Mohan and Mukti Mohan. Get its lyrics along with the video.
Song: Kanha Re
Singers: Neeti Mohan


Kanha Re Lyrics
Kanha re Nand nandan
Kanha re Nand nandan
Param niranjan
Hey dukh bhanjan

Kanha re Nand nandan
Kanha re

Kanth bani motiyan ki mala
Kanth bani motiyan ki mala
Tihrat moondat hari brij bala re

Kanha re Nand nandan
Kanha re Nand nandan
Param niranjan
Hey dukh bhanjan
Kanha re

MERI KHAMOSHI HAI LYRICS – Pari |

Meri Khamoshi Hai Lyrics from Pari feat Anushka Sharma is latest Hindi song sung by Ishan Mitra. Its music is composed by Anupam Roy and lyrics are written by Anvita Dutt.
Song: Meri Khamoshi Hai
Movie: Pari
Singers: Ishan Mitra
Musicians: Anupam Roy
Lyricists: Anvita Dutt


Meri Khamoshi Hai Lyrics
Tere hi zikra ki jasoosi
Meri khamoshi hai
Rahoon main chup kyun
Batooni meri khamoshi hai

Jalte bujhte harf hain jo
Hothon pe yeh barf kyun ho
Inn sawalon ka tu jawab hai
Sun zara

Tere hi zikra ki jasoosi
Meri khamoshi hai
Rahoon main chup kyun
Batooni meri khamoshi hai in

Dil tera chakore sa bhala kyun hai
Chaand bagal mein tera
Kandhon pe yeh khwaab aisa ladaa kyun hai
Takiye pe rakh to zara

Chhupe hain jo dil ke
Surag dikha doon tujhe

Tere hi zikra ki jasoosi
Meri khamoshi hai
Rahoon main chup kyun
Batooni meri khamoshi hai

NAAM HAI MERA Lyrics & Video – Hate Story 4 | Urvashi Rautela

Naam Hai Mera Lyrics & Video – Hate Story 4: Here comes a remake of an another Himesh Reshammiya song “Naam Hai Tera” of his album “Aap Ka Surroor”. This remake is also recreated by Tanishk Bagchi, has vocals by Neeti Mohan and lyrics by Shabbir Ahmed. The music video directed by DirectorGifty features Urvashi Rautela in it.
Singer: Neeti Mohan
Lyrics: Shabbir Ahmed
Music: Tanishk Baagchi
Starring: Urvashi Rautela
Video by: DirectorGifty
Movie Release Date: 9 March 2018
Music Label: T-Series

Naam Hai Mera Lyrics

Dil ki chaar deewaron pe
Aashiq doobe kinaaron pe
Phir bhi labon pe…

Naam hai mera mera
Naam hai mera mera
Naam hai mera mera
Naam hai mera mera (x2)

Main hoon tere armaanon mein
Main hoon tere afsaanon mein
Main hoon tere khayalon mein
Main hi hoon!

Tere jigar ki khwahish mein
Teri wafaa ki bandish mein
Mohabbaton ki ranjish mein
Main hi hoon!

Mit gaye kitne ishaaron pe
Phir bhi labon par…

Naam hai mera mera
Naam hai mera mera
Naam hai mera mera
Naam hai mera mera (x2)



BADNAAMIYAN LYRICS – Hate Story 4

Badnaamiyan Lyrics – Hate Story 4: The song is sung by Armaan Malik and composed Baman-Chand while Badnamiyan lyrics are written by Rashmi Virag. The song features Urvashi Rautela and Karan Wahi in the music video.
Singers: Armaan Malik
Lyrics: Rashmi Virag
Music: Baman-Chand
Starring: Urvashi Rautela, Karan Wahi, Vivan Bhatena, Ihana Dhillon
Movie Release Date: 9 March 2018
Music Label: T-Series

Badnaamiyan Lyrics

Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya
Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi (x2)

Har pal yeh dil yaad tujhe karta rehta hai
Har pal tere sapne ye dekha karta hai
Maana tumne raaste apne badal diye
Yeh bechara beete kal mein hi rehta hai

Aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya
Aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya
Khudko tere hi khaatir nakaam kar diya
Badnamiyan mili, tanhaiyaan badhi
Badnamiyan mili, tanhaiyaan badhi

Main teri aankhon mein dekhta hoon khudko
Tumko kya dikhta hai, meri nazron mein kaho

Dekhte chaahte, subah ko shaam kar diya
Dekhte chaahte, subah ko shaam kar diya
Khud ko teri hi khatir qurbaan kar diya

Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi

Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya

Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi




MOHABBAT NASHA HAI LYRICS – Hate Story 4 | Neha Kakkar, Tony Kakkar

Mohabbat Nasha Hai Lyrics – Hate Story 4: The song is sung by Tony Kakkar, Neha Kakkar and composed Tony Kakkar while lyrics are written by Kumaar.
Movie: Hate Story 4
Singers: Tony Kakkar, Neha Kakkar
Lyrics: Kumaar
Music: Tony Kakkar
Starring: Urvashi Rautela, Karan Wahi, Vivan Bhatena, Ihana Dhillon
Movie Release Date: 9 March 2018
Music Label: T-Series

Mohabbat Nasha Hai Lyrics

Ishq mein mila hai
Dard umr bhar ka
Aasmaan hai bheega bheega
Meri nazar ka

Socha nahi tha
Jo bhi hua hai

Mohabbat nasha hai
Yeh kaisi saza hai
Dil ke tadapne ka bhi
Apna maza hai (x2)

Aankhon ko gila hai jo
Palkon pe likha hai woh
Teri berukhi se
Mujhe aitraaz hai (x2)

Tu jo hai khafaa toh
Aisa jo hua toh
Dhadkano se meri
Dil naraaz hai

Tere bina lage mujhe
Ishq tanhaiyon se bhara hai

Mohabbat nasha hai
Yeh kaisi sazaa hai
Dil ke tadapne ka bhi
Apna mazaa hai

Tooti hui neendon se
Kaise jodun sapne
Tujhse hoon poochhti
Bas yehi baat main (x2)

Lamhe teri yaadon ke
Leke inn baahon mein
Leti rahun karwatein
Saari saari raat main

Teri wajah se yeh gham
Yaa taqdeer ki ye khataa hai

Mohabbat nasha hai
Yeh kaisi sazaa hai
Dil ke tadapne ka bhi
Apna maza hai… (x2)



TUM MERE HO LYRICS – Hate Story 4

Tum Mere Ho Lyrics – Hate Story 4: The song is sung by Jubin Nautiyal & Amrita Singh and composed Mithoon while lyrics are written by Manoj Muntashir. The song features Vivan Bhathena and Ihana Dhillon in the music video.
Singers: Jubin Nautiyal & Amrita Singh
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Mithoon
Starring: Urvashi Rautela, Karan Wahi, Vivan Bhatena, Ihana Dhillon
Movie Release Date: 9 March 2018
Music Label: T-Series

Tum Mere Ho Lyrics

Ik din akele the hum tum
Tum mujh mein main tum mein gum

Mere kaanon mein aahista se
Uss roz kaha tha jo tumne
Kisi aur se na wo kehna…
“Tum mere ho, mere rehna
Tum mere ho, mere rehna
Tum saath mera har dum dena
Tum mere ho, mere rehna”

Wo…

Dono jahaan mein hai ek jagah
Jo mujhe badi mehfooz lage
Teri baahein ye baahein ye teri
Bas itni si duniya hai meri

Baahon mein ghere rehna
Tum mere ho mere rehna
Tum mere ho mere rehna

Tum na hote toh dard ye dil ka
Hadd se badh jaata
Ishq na karta
Tumpe na marta
Toh main marr jaata…

Mere andar mujhse zyada tum
Chalo aaj karo ye waada tum
Alvida alvida… kabhi na kehna

Tum mere ho, mere rehna
Tum mere ho, mere rehna
Tum saath mera har dum dena
Tum mere ho, mere rehna

Wo…




BOOND BOOND LYRICS – Hate Story 4 | Jubin Nautiyal, Neeti Mohan

Boond Boond Lyrics – Hate Story 4: The song is sung by Jubin Nautiyal & Neeti Mohan and composed Arko while lyrics are written by Manoj Muntashir & Sanjay Gupta. The film stars Urvashi Rautela and Vivan Bhathena, Karan Wahi in the lead roles.

Singers: Jubin Nautiyal & Neeti Mohan
Lyrics: Manoj Muntashir, Sanjay Gupta
Music: Arko
Starring: Urvashi Rautela, Vivan Bhatena, Karan Wahi
Movie Release Date: 9 March 2018
Music Label: T-Series

Boond Boond Lyrics

Boond boond mein, Gum sa hai
Ye saavan bhi toh, Tum sa hai (x2)

Ikk ajnabi ehsaas hai
Kuch hai naya
Kuch khaas hai
Kusoor ye saara…
Mausam ka hai

Boond boond mein, Gum sa hai
Ye saavan bhi toh, Tum sa hai

Chalne do manmarziyan
Hone do gustakhiyan
Phir kahaan ye fursatein
Phir kahaan nazdeekiyan

Keh do tum bhi kahin
Laapata to nahi
Dil tumhara bhi kuch
Chahata toh nahi

Boond boond mein, Gum sa hai
Ye saavan bhi toh, Tum sa hai

Ikk ajnabi ehsaas hai
Kuch hai naya
Kuch khaas hai
Kusoor ye saara…
Mausam ka hai

Boond boond mein, Gum sa hai
Ye saavan bhi toh, Tum sa hai

Sirf ikk mere siva
Kuch aur na dekh tu
Khwahishon ke shehar mein
Ek main hoon, ek tu

Tujhko aana hai toh
Banke tu saans aa
Naa rahe dooriyan
Iss kadar paas aa

Boond boond mein, Gum sa hai
Ye saavan bhi toh, Tum sa hai

Bas ye ijaazat de mujhe
Jee bhar ke pee loon tujhe
Main pyaar hoon aur tu…
Shabnam sa hai

Boond boond mein, Gum sa hai
Ye saavan bhi toh, Tum sa hai




AASHIQ BANAYA AAPNE LYRICS – Hate Story 4

Aashiq Banaya Aapne Lyrics – Hate Story 4: Here comes a remake of Himesh Reshammiya’s sensational song of 2005. The new version of the song is recreated by none other than Tanishk Bagchi who recreated many classics and made them a huge success. This version is sung by Himesh Reshammiya & Neha Kakkar and has some new lyrics written by Manoj Muntashir featuring Urvashi Rautela in the music video.
Singers: Himesh Reshammiya & Neha Kakkar
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Tanishk Baagchi
Starring: Urvashi Rautela, Karan Wahi, Vivan Bhatena
Movie Release Date: 9 March 2018
Music Label: T-Series

Aashiq Banaya Aapne Lyrics

O…

Mere bin sooni hain dil ki raahein
Mere bin pyaasi sabki nigahein (x2)

Jo mile bole bhar ke woh aahein
Suniye…

Aashiq banaya…
Aashiq banaya…
Aashiq banaya aapne (x2)

Seene mein ghul ke
Ishq dhadke toh mazaa hai
Hothon se padh le
Woh jo hothon pe likha hai

Meri nigahon mein tera chehra rawaan hai
Gehre hain armaan jaanejaan pagal samaa hai

Aashiqui mein haaye kaisi
Waadiyan hain khili
Jaan jaan keh ke tune
Jaan meri le li

Mere liye sabka dil hai awaara
Mere bin hona nahi hai guzara
Mere sang jhoom le aake yaara
Suniye…

Aashiq banaya…
Aashiq banaya…
Aashiq banaya aapne!

Deewane ruk ja tera humse saamna hai
Aankhon se chhu le
Chhuna haathon se mana hai

Bechainiyon ka faasalon ka silsila hai
Dard-e-jigar ka ye sabab humko mila hai

Khwabon mein jo aaye jaaye
Yaar hum wohi hai
Hum kisi ko aasaani se milte hi nahin hain

Mere bin shamein hain benazara
Mere bin beziya har sitara
Mere bin ishq hai besahara
Suniye…

Aashiq banaya…
Aashiq banaya…
Aashiq banaya aapne (x3)





Rajkumar Hirani

Career Edit Early career Edit Hirani tried his luck as a film editor for many years. Bad experiences forced him to shift to advertisi...